Breaking News मैच फिक्सिंग की जांच के घेरे में 7 पाकिस्तानी क्रिकेटर , शिक्षा क्षेत्र में निजी हाथों पर नियंत्रण को बिल , वाराणसीः समर्थकों के साथ अरेस्ट हुए निर्दलीय विधायक। , एटाः टाटा सूमो व ट्रक की टक्कर में 5 लोगों की दर्दनाक मौत। , लखनऊः जीआरपी के हत्थे चढ़े 20 शातिर अपराधी। , नई दिल्लीः दहेज के लालच में फोड़ी बहू की आंख। , बिहार में कई स्थानों में बाढ़ का पानी घुसा ,
News on SMS
CM KE AADESH KI UDI DHAJIYYA::Ballia:PS Sukhpura Me Janmashtami Ke Avsar Par Thane Me Ashleel Dance,Baar Bala Sang Nacha Sipahi,Pura Thana Darshak Bana. Anil

BREAKING::Lucknow:Amethi Daure Ke Baad Rahul Gandhi UP Governor Se Milne Pahuche, Kanoon Vyavastha Samet Kai Mamlo Par Ki Baatcheet:: Report Yasir

BREAKING::Gazipur:PS Shadiyabad Hansrajpur Me Saifty Tank Banvate Wakt Deewar Va Mitti Girne Se 3 Majdooro Ki Maut, Dabe Mazduro Ko Nikalane Me Lagi JCB. Vinay

Etawah::PS Ekdil Ilake Me Hui B.tech Ki Student Kusum Verma Ki Hatya Ka Aaropi Satya Prakash Arrest:: Report Manoj Dubey

Kanpur::PS Govind Nagar Ke Gujaini Water Works Ke Paas Agyaat Yuvak Ki Nagn Awastha Me Mili Lash,Hatya Ki Ashanka,Ilake Me Sansani,Jaanch Jari:: Ashwani Nigam

Ghaziabad::PS Masoori Chhetra Ke Chittod Gang Nahar Par Bana Pul Toota, 1 Darzan Se Zyada Gaon Ke Raste Band, Bachaav Karya Jari.

Hardoi::PS Lonar Chhetra Ke Barwan Me Aakashiya Bijli Girne Se 1 Ki Maut, 3 Log Gambhir Roop Se Ghayal, Gaon Me Dahshat:: RPT Hamidul Islam

POLICE BARRIER PAR JANME KANHAIYA::Etawah:Jaswant Nagar Chhetra Me Bus Stand Police Barrier Par Sushmapal Ne Bachhe Ko Diya Janm,Logo Ki Bheed Jama Hui:: Manoj

Azamgarh::PS Jiyanpur Ke Sagdi Ilake Me BSP Ke Purv Vidhayak Ki Bhabhi Ki Sadak Hadse Me Maut,Bhateeja Ghayal,Ilake Me Shok:: RPT Rajeev Kumar

Meerut::Janmashtami Ke Avsar Par Mandiro Me Lagi Bhakto Ki Bheed,Kal Hai Alvida Juma,Shanti Banaye Rakhne Ki Apeel,Police Prashasan Hua Satark:: RPT Abdul Qadir

Ballia::PS Rasara Chhetra Ke Bhagat Singh Chaurahe Par 2 Vahno Ki Takkar Me yuvak Ki Maut:: RPT Anil Akela.Ballia Me NNI KI Khabro Ke Liye Call Kare-9554768800

Meerut::Police Line Me Law And Order Ki Meeting Ke Baad ADG Brijlal Ne Kaha Panchayat Chunaav Va Tyoharo Par Honge Vishesh Suraksha Intzaam:: RPT Abdul Qadir

Amroha::PS Naugaon Police Ne 400 Bottle English Sharaab Ke Sath 3 Logo Ko Kiya Arrest,Haryana Se Taskar Kar Le Jai Ja Rahi Thi Sharaab:: RPT M. Fahad

DIMAGI BUKHAAR KA KAHAR JARI::Gorakhpur:BRD Medical College Me Dimagi Bukhaar Se 24 Ghante Me 9 Ki Maut, 198 Mareez Bharti:: Report Utkarsh Srivastava

Ballia::Rasara Chhetra Me Beete 20 August Ko Hui Chori Ke Mamle Me Police Ne 2 Choro Ko Kiya Arrest, Maal Baramad,SP Ne Police Team Ko Diya 2500 Ka Inaam:: Anil

Etawah::Collectrate Maalkhane Se Revolver Gayab, Civil Line Thane Me Mamla Darj, 1982 Me Bidhuna Ke Itwari Lal Case Me Jama Thi Revolver:: RPT Manoj Dubey

Bulandshahar::Salempur Police Ne 35 Mukadmo Me Vanchhit Balram Gang Ke Sharp Shooter Balram Sahit 5 Kukhyaat Badmasho Ko Dabocha, 1 Car Va Hathiyar Baramad.

Gorakhpur::Aadamkhore Hui Gorakhpur Ki Sadke, Beete 4.5 Varsho Me Zile Me Hue 1519 Sadak Hadso Me 425 Mahilao Va 1231 Purusho Ne Gavai Jaan:: RPT Vishal-Utkarsh

Gorakhpur::Kantt Chhetra Ke Railway Station Ke Paas Yuvak Ki Agyaat Laash Milne Se Sansani::Report Vishal-Utkarsh

Uttrakhand::Ranikhait Ke Tadikhait Me NH-87 Ke Chhatigrast Hone Se Rozmarra Ki Cheezo Va Rasoi Gas Ki Bhari Killat,Logo Me Sarkar Ki Laparwahi Ke Khilaaf Rosh.

G.Noida::PS Bisrakh Chhetra Ke Patwadi Gaon Me SP Ke Chhatra Sabha Ke Zila Adyaksh Rohit Yadav Ko Goli Mari, Hospital Me Admit:: Report Sanjeev Kumar

Lucknow::Shahadatganj Ke Kashmeeri Mohalle Me Prachi Srivastva Suicide Case Me Blackmailer Shanawaz Arrest:: Report R. Vaibhav

Auraiya::PS Phaphund Chhetra Me Phaphund-Achhalda Road Par Tez Raftaar Truck Ne Yuvak Ko Raunda, Police Ne Aaropi Chalak Ko Kiya Arrest:: RPT Ashish Tiwari

Breaking News::Naintal::Ruchi Chhetri Ne Single Bench Me Appeal Kharij Hone Ke Baad Double Bench Me Laggai Guhar, 30 Aug Ko Court No.1 Me Hogi Sunvaai

Noida::Kafi Dino Se Chal Raha Vivad Hua Samapt, Noida Me Hone Wale Cycling Events Ke Liye Commanwealth Ayojan Samiti 10 Crore Dene Ko Taiyar:: RPT Sanjeev

 
     
 
     
Poll